Saawariya Lyrics in English by Aastha Gill, Kumar Sanu

 Saawariya Lyrics by Aastha Gill, Kumar Sanu

Saawariya Lyrics in English by Aastha Gill, Kumar Sanu featuring Arjun Bijlani is a new Hindi song. Aastha Gill, Kumar Sanu has sung the song “Saawariya". Music composed by Aditya Dev, Hiten and Saawariya Lyrics written by Dilwala.

Saawariya song details:

Song:Saawariya
Singer:Aastha Gill, Kumar Sanu
Lyrics:Dilwala
Music:Aditya Dev, Hiten
Cast:Aastha Gill, Arjun Bijlani
Label:Sony Music India

FOR ANY QUERY OR HELP,   CLICK & COMMENT

https://lyricsfreeworld.blogspot.com/

Saawariya Lyrics

Dekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaye jaye

Thodi shararti main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye baakiyon ko
Kiya maine bye

Aisa kaisa pyar kar liya
Ho ho saawariya aa aa

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Tujhpe aake naina mere jam ho gaye
Haan tujhpe aake naina mere jam ho gaye
Samajh mein na aaye aise kaam ho gaye

Naam bahut tha tere sar ki kasam
Saiyaan pade jo tere pyar mein
Badnaam ho gaye

Haaye reh liya duniya se
Bada dar dar ke
Dekhun main bhi zara
Hadd se guzar ke

Sab kuchh tere naam kar diya
ho ho

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Dhadke dil yeh jab udde tera kajal
Jadoo kare teri aankhon ka kajal
Dekh ke tujhko ho jaun pagal
Na jane kab barsega yeh badal

Kuchh toh hua mujhe
Aankh jab tujhse ladi
Teri deewangi bhi
Sar pe mere chadhi

Main bhi hoon zid pe ada
Tu bhi hai zid pe adi
Kisi ne bhi na badhayi
Baat yeh khud se badhi

Yeh ishq shareaam kar liya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya saawariya

Comments

Popular posts from this blog

हर फन मौला Har Funn Maula Lyrics – Koi Jaane Na, Aamir Khan

Marjaawaan Lyrics in English by Gurnazar, Asees Kaur from Bell Bottom movie

Saranga Dariya Lyrics Mangli, Sai Pallavi

असल में Asal Mein Lyrics in Hindi - Darshan Raval

सोणा लगदा Sona Lagda Lyrics in Hindi – Sukhe, Sukriti, Prakriti

Signed To God Lyrics in English by Sidhu Moose Wala

Badmashi Lyrics By Jass Manak, Gurlez Akhtar Song Lyrics From No Competition (2020)

हायर Higher Lyrics in Hindi – J Trix | Bohot Sahi EP

Mera Naam Kizie Song Lyrics In Hindi By Aditya Narayan, Poorvi Koutish

Yaarian Song Lyrics By Jass Manak, Asees Kaur